Pehla Nasha Lyrics – Sanam Puri | PunjabiToHindi.com

Pehla Nasha Song Details:

Song: Pehla Nasha
Singer: Sanam Puri
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music: Jatin-Lalit
Label: Saregama

Pehla Nasha Lyrics

pehla nasha pehla khumaar
naya pyaar hai naya intezaar
kar loon main kya apna haal

aye dil-e-bekararmere dil-e-bekarar
tu hi bata

pehla nasha pehla khumaar

udta hi phirun in hawaon mein kahin
ya main jhool jaun in ghataon mein kahin
udta hi phirun in hawaon mein kahin
ya main jhool jaun in ghataon mein kahin

ek kar doon aasmaan aur zameen
kaho yaaron kya karun kya nahi

pehla nasha pehla khumaar
naya pyaar hai naya intezaar
kar loon main kya apna haal

aye dil-e-bekarar
mere dil-e-bekarar tu hi bata
pehla nasha pehla khumaar

usne baat ki kuch aise dhang se
sapne de gayi woh hazaron rang ke
reh jaun jaise main haar ke
aur choomein woh mujhe pyar se

pehla nasha pehla khumaar
naya pyaar hai naya intezaar
kar loon main kya apna haal

aye dil-e-bekararmere dil-e-bekarar
tu hi bata

tu hi bata tu hi bata

Pehla Nasha Music Video

 

 

[ad_2]

Leave a Comment

×